Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeLata Mangeshkar
HomeLata Mangeshkar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hooo ooooo ooooo ooooo ooooo oooo taare toota karte hain sahaare chhoota karte hain taare toota karte hain sahaare chhoota karte hain kabhi na tootenge mamta ke naate pyaare taare toota karte hain sahaare chhoota karte hain hooo ooooo ooooo ooooo ooooo oooo aankh micholi khelein andhiyare ujiyaale aankh micholi khelein andhiyare ujiyaale apnon se chhupte hain saari duniya waale aanchal ke phoolon se maata aankh na phere aanchal ke phoolon se maata aankh na phere sab kuchh apna hai jab tu hai paas humaare taare toota karte hain sahaare chhoota karte hain jeevan dhan hai mera tera sundar mukhda jeevan dhan hai mera tera sundar mukhda dekh ke mukhda tera bhoolun main har dukhda tu hi to laayegi meri khoyi bahaarein tu hi to laayegi meri khoyi bahaarein pyaar ka bandhan tu do dil na rahenge nyaare taare toota karte hain sahaare chhoota karte hain kabhi na tootenge mamta ke naate pyaare taare toota karte hain sahaare chhoota karte hain hooo ooooo ooooo ooooo ooooo oooo
taaron ki zabaan par hai muhabbat ki kahaani taaron ki zabaan par hai muhabbat ki kahaani ae chaand mubaarak ho tujhe raat suhaani taaron ki zabaan par hai muhabbat ki kahaani ae chaand mubaarak ho tujhe raat suhaani kehte hain jise chaandni hai noor e muhabbat kehte hain jise chaandni hai noor e muhabbat taaron se sunehri hai hamesha teri qismat taaron se sunehri hai hamesha teri qismat jaa jaa ke palat aati hai phir teri jawaani ae chaand mubaarak ho tujhe raat suhaani chhaayaa huaa duniyaa pe muhabbat kaa asar hai aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa chhaayaa huaa duniyaa pe muhabbat kaa asar hai kehte hain jise chaand meraa daag e jigar hai kehte hain jise chaand meraa daag e jigar hai taaron se kahaa kartaa hai ye dil ki kahaani ae chaand mubaarak ho tujhe raat suhaani taaron ki zabaan par hai muhabbat ki kahaani ae chaand mubaarak ho tujhe raat suhaani hum hon na hon duniyaa yun hi aabaad rahegi hum hon na hon duniyaa yun hi aabaad rahegi ye thandi hawaa aur
tabiyat theek thi aur dil bhi beqaraar na tha tabiyat theek thi aur dil bhi beqaraar na tha ye tab ki baat hai ke jab kisi se pyaar na tha tabiyat theek thi aur dil bhi beqaraar na tha ye tab ki baat hai ke jab kisi se pyaar na tha na thi bechainiyaa betaabiyaa aur ghum nahi tha koi mehboob na tha koi bhi hamdam nahi tha kisi ki yaad na thi aur intezaar na tha ye tab ki baat hai ke jab kisi se pyaar na tha tabiyat theek thi aur dil bhi beqaraar na tha ye tab ki baat hai ke jab kisi se pyaar na tha kisi paraaye ki baaton mein ye mithaas na thi mere beaas dil ko to koi bhi aas na thi kisi ke jhoote waadon pe bhi aitbaar na tha ye tab ki baat hai ke jab kisi se pyaar na tha meri nindon ki duniyaa mein kisi ke sapne na the jahaan ke dard aur dukh bhi mere apne na the mera dil thandi aah kaa kabhi shikaar na tha ye tab ki baat hai ke jab kisi se pyaar na tha tabiyat theek thi aur dil bhi beqaraar na tha tabiyat theek thi aur dil bhi beqaraar na tha ye tab ki baat hai ke
hmmm hmmmm hmmmmm hmmm hmmmm hmmmm hmmm hmmmm hmmmm hmmm hmmmm hmmmm hmmm hmmmm hmmmm tadap tadap ke kati umr aashiyaane mein tadap tadap ke kati umr aashiyaane mein mila naa chain humen to kabhi zamaane mein tadap tadap ke kati umr aashiyaane mein bahaar aayi khile phool hum to ye samjhe bahaar aayi khile phool hum to ye samjhe kisi ne aag laga di hai aashiyaane mein mila naa chain humen to kabhi zamaane mein tadap tadap ke kati umr aashiyaane mein hansi se kuchh naa kaha kisi se kuchh naa kaha apne dil se baaten ki hum aap jal gaye dil ka diyaa jalaane mein mila naa chain humen to kabhi zamaane mein tadap tadap ke kati umr aashiyaane mein bhagwaan bhagwaan bhagwaaaan bhagwaan humare sabr ka bhagwaan imtehaan naa le humare sabr ka bhagwaan imtehaan naa le kahin ye dam naa nikal jaaye aazmaane mein mila naa chain humen to kabhi zamaane mein tadap tadap ke kati umr aashiyaane mein
tadap ye din raat ki kasak ye bin baat ki bhala ye rog hai kaisa sajan ab to bata de ab to bata de bata de tadap ye din raat ki kasak ye bin baat ki bhala ye rog hai kaisa sajan ab to bata de ab to bata de bata de tadap ye din raat ki bina kaaran udaasi kyun achaanak ghir ke aati hai thaka jaati hai kyun mujhko badan kyun tod jaati hai badan kyun tod jaati hai tadap ye din raat ki kasak ye bin baat ki bhala ye rog hai kaisa sajan ab to bata de ab to bata de bata de tadap ye din raat ki hai aakhir kaun se bandhan jo mujhse khul nahin paate ye baadal bebasi ke kyun baras kar ghul nahin jaate baras kar ghul nahin jaate tadap ye din raat ki kasak ye bin baat ki bhala ye rog hai kaisa sajan ab to bata de ab to bata de bata de tadap ye din raat ki kasak ye bin baat ki bhala ye rog hai kaisa sajan ab to bata de ab to bata de bata de tadap ye din raat ki
tadpaoge tadpa lo hum tadap tadap kar bhi tumhaare geet gaayenge thukraoge thukraa lo hum thokar khaa kar bhii tumhaare dar pe aayenge tadpaoge tadpa lo kab tak jaanegaa naa chandaa dard chakori ka kab tak jaanegaa naa chandaa dard chakori ka ek din to ye phool sunegaa bulbul kaa shikavaaa bewafaa pyaar mein kab talaq ye parda tadpaoge tadpa lo hum tadap tadap kar bhi tumhaare geet gaayenge tadpaoge tadpa lo jin ki khatir hum phirte hain deewane ban ke jin ki khatir hum phirte hain deewane ban ke wo humse jab milte hain to begaane ban ke ishq mein reh gaye hum fasaane ban ke tadpaoge tadpa lo hum tadap tadap kar bhi tumhaare geet gaayenge tadpaoge tadpa lo dekh nishane par rakha hai kab se maine dil dekh nishane par rakha hai kab se maine dil teer chala kya soch raha hai o bhole qaatil kya pata maut hi pyaar ki ho manzil tadpaoge tadpa lo hum tadap tadap kar bhi tumhaare geet gaayenge thukraoge thukraa lo hum thokar khaa kar bhii tumhaare dar pe aayenge tadpaoge
Tak Tak Dhoom Dhoom
tamannaon ko khilne dein iraadon ko jawaan kar lein mohabbat ka ye mausam hai chalo gustakhiyaan kar lein mohabbat ka ye mausam hai chalo gustakhiyaan kar lein tamannaon ko khilne dein kahaan tak aarzuon ko koi dil mein daba rakhe agar honthon pe pehre hain to aankhon ko zubaan kar lein mohabbat ka ye mausam hai chalo gustakhiyaan kar lein tamannaon ko khilne dein kabhi hum tum pe mar baithen kabhi tum hum pe mit jao humein tum aazma lo hum tumhaara imtehaan kar lein mohabbat ka ye mausam hai chalo gustakhiyaan kar lein tamannaon ko khilne dein iraadon ko jawaan kar lein mohabbat ka ye mausam hai chalo gustakhiyaan kar lein mohabbat ka ye mausam hai chalo gustakhiyaan kar lein tamannaon ko khilne dein
tan man tere rang rangoongi chhaya ban kar sang chaloongi seva karoongi ang lagoongi archana main teri sajana haan tan man tere rang rangoongi chhaya ban kar sang chaloongi seva karoongi ang lagoongi archana main teri sajana haan tan man tere rang rangoongi janam janam tere bina naina nahin soye janam janam tere bina naina nahin soye ghadi ghadi sapne tere palkon ne piroye tu hai mere jeevan ki sadhana haan tan man tere rang rangoongi chhaya ban kar sang chaloongi seva karoongi ang lagoongi archana main teri sajana haan tan man tere rang rangoongi pyaar tera kumkum hai bahein teri maala pyaar tera kumkum hai bahein teri maala pran mera pujari tera tan hai shivala zindagi hai teri prarthana haan tan man tere rang rangoongi chhaya ban kar sang chaloongi seva karoongi ang lagoongi archana main teri sajana haan tan man tere rang rangoongi jhoom utha angana mera padi nazar teri jhoom utha angana mera padi nazar teri raam kare laage tujhe saari umar meri duniya ruthe tu
tann rang lo ji aaj mann rang lo tann rang lo tann rang lo ji aaj mann rang lo tann rang lo kheloooo khelo umang bhare rang pyaar ke le lo rang lo tann rang lo ji aaj mann rang lo tann rang lo aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaj nagri mein rang hai bahaar hai gali gali dekho ras ki phuhaar hai ho gali gali dekho ras ki phuhaar hai hoooo oooo pichkaariyon mein rang bhara pyaar hai pichkaariyon mein rang bhara pyaar hai issi rang mein jeevan rang lo ho tan rang lo ho mann rang lo kheloooo khelo umar bhar rang pyaar ke le lo rang lo tann rang lo ji aaj mann rang lo tann rang lo naacho naacho ri sakhi ri holi aayi re sakhi ri holi aayi re ghar ghar mein rangeeli rutt chhaayi re aaj duniyaa ne masti lootaayi re aashaaon ka daaman rang lo ho tan rang lo ho mann rang lo kheloooo khelo umang bhare rang pyaar ke le lo rang lo tann rang lo ji aaj mann rang lo tann rang lo aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa
tanhaayi mein dil ghabraye aur machaye shor akele ab to raha na jaaye haye re tanhaayi mein dil ghabraye aur machaye shor akele ab to raha na jaaye haye re tanhaayi mein maine tujhse sapne maange tune meri neend churaa li jab chaha didaar tera to tune aankh chhupa li maine tujhse sapne maange tune meri neend churaa li jab chaha didaar tera to tune aankh chhupa li bebas jiyara mod bebas jiyara mod akele ab to raha na jaaye haye re tanhaayi mein dil ghabraye aur machaye shor akele ab to raha na jaaye haye re tanhaayi mein jab pehle pehle sajna more naina to sang laage preet ne li mann mein angdaayi soye armaan jaage jab pehle pehle sajna more naina to sang laage preet ne li mann mein angdaayi soye armaan jaage baandhi aisi door baandhi aisi door akele ab to raha na jaaye haye re tanhaayi mein dil ghabraye aur machaye shor akele ab to raha na jaaye akele ab to raha na jaaye akele
ho oo oo ooo taqdeer jaga kar aayi hoon taqdeer jaga kar aayi hoon jaga kar aayi hoon main ek nayi duniyaa basa kar laayi hoon duniyaa basa kar laayi hoon ho oo oo ooo taqdeer jaga kar aayi hoon taqdeer jaga kar aayi hoon jaga kar aayi hoon main ek nayi duniyaa basa kar laayi hoon duniyaa basa kar laayi hoon ho oo oo ooo kis dil ko sunaao fasaana hoo oo aankh milte hi badla zamaana zamaana hoo oo kis dil ko sunaao fasaana aankh milte hi badla zamaana mere honthon pe geet kisi ke mere geeton mein bol khushi ke raseele kuchh nagmen chura kar laayi hoon nagmen chura kar laayi hoon hoo oo hua chupke hi chupke ishaara hoo oo mere dil ko mila ek sahaara sahaara hoo oo hua chupke hi chupke ishaara mere dil ko mila ek sahaara aayi mastaani rut albeli dil becha muhabbat le li kisi ko is dil mein chhupa kar laayi hoon dil mein chhupa kar laayi hoon ooo oo ooo oo taqdeer jaga kar aayi hoon taqdeer jaga kar aayi hoon jaga kar aayi hoon main ek nayi duniyaa basa kar laayi hoon
Taqdeer Ka Fasana (Female)
tasveer teri dil mein jiss din se utaari hai tasveer teri dil mein jiss din se utaari hai phirun tujhe sang le ke naye naye rang le ke sapnon ki mehfil mein tasveer teri dil mein jiss din se utaari hai phirun tujhe sang le ke naye naye rang le ke sapnon ki mehfil mein tasveer teri dil mein maathe ki bindiyaa tu hai sanam naino ka kajraa piya tera ghum maathe ki bindiyaa tu hai sanam naino ka kajraa piya tera ghum nain kiye neeche neeche rahun tere peechhe peechhe chalun kisi manzil mein tasveer teri dil mein jiss din se utaari hai phirun tujhe sang le ke naye naye rang le ke sapnon ki mehfil mein tasveer teri dil mein tumse nazar jab gayi hai mil jahaan hai kadam tere wahin mera dil tumse nazar jab gayi hai mil jahaan hai kadam tere wahin mera dil jhuke jahaan palken teri khule jahaan zulfen teri rahun ussi manzil mein tasveer teri dil mein jiss din se utaari hai phirun tujhe sang le ke naye naye rang le ke sapnon ki mehfil mein tasveer teri dil mein toofan
mit gayin hazaaron jawaniyaan mit gayin hazaaron jawaniyaan deni padin jinhen qurbaaniyaan jinhen qurbaaniyaan yaad aati hain unki kahaaniyaan kahaaniyaan zindagi ne jinhen chhoda maar ke maar ke tedhe medhe oonche neeche lambe lambe raaste pyaar ke raaste pyaar ke tedhe medhe oonche neeche lambe lambe raaste pyaar ke raaste pyaar ke kya pata kaun kab kahaan baith jaaye thak haar ke tedhe medhe oonche neeche lambe lambe raaste pyaar ke raaste pyaar ke zakhmon ke nishan silte nahin silte nahin zakhmon ke nishan silte nahin yaadon ke chaman khilte nahin bichhade to phir kahin milte nahin do panchhi kabhi ik daar ke ik daar ke tedhe medhe oonche neeche lambe lambe raaste pyaar ke raaste pyaar ke faisla ye humein manzoor hai faisla ye humein manzoor hai faasla ye humein manzoor hai apni manzil bahut hi door hai bahut hi door hai ruk gaye hum kisi ko pukaar ke pukaar ke tedhe medhe oonche neeche lambe lambe raaste pyaar ke raaste pyaar ke iss muhabbat ke kaabil hum
teer bendha pakhi aar gai be na gan bhule gechhe jibaner hasi kalotan teer bendha pakhi aar gai be na gan hasi chhilo gan chhilo sathi chhilo sathe bujhini to teer chhilo niyatir hate hasi chhilo gan chhilo sathi chhilo sathe bujhini to teer chhilo niyatir hate du diner madhumela halo abosan teer bendha pakhi aar gai be na gan buke laye abhiman nirab hoyechhe bhalobasa chokhe tobu ase jal ashru je bathar bhasha buke laye abhiman nirab hoyechhe bhalobasa e jibane mala gethe keno chhire phela moner alap tuku seo ki go khela e jibane mala gethe keno chhire phela moner alap tuku seo ki go khela ami jeno nebha deep batha bhara pran teer bendha pakhi aar gai be na gan bhule gechhe jibaner hasi kalotan teer bendha pakhi aar gai be na gan
aaj hum apni duwaaon ka asar dekhenge teer e nazar dekhenge zakhm e jigar dekhenge teer e nazar dekhenge aaj hum apni duwaaon ka asar dekhenge teer e nazar dekhenge zakhm e jigar dekhenge teer e nazar dekhenge oooo oooo oooo aap to aankh milaate huye sharmaate hain aap to aankh milaate huye sharmaate hain aap to dil ke dhadakne se bhi darr jaate hain phir bhi ye zid hai ke hum zakhm e jigar dekhenge teer e nazar dekhenge zakhm e jigar dekhenge teer e nazar dekhenge teer e nazar dekhenge zakhm e jigar dekhenge teer e nazar dekhenge zakhm e jigar dekhenge ooooo oooo oooo pyaar karna dil e betaab bura hota hai pyaar karna dil e betaab bura hota hai sunte aaye hain ke ye khaab bura hota hai aaj iss khaab ki taabir magar dekhenge teer e nazar dekhenge zakhm e jigar dekhenge teer e nazar dekhenge teer e nazar dekhenge zakhm e jigar dekhenge teer e nazar dekhenge zakhm e jigar dekhenge jaan lewaa hai muhabbat ka samaa aaj ki raat shamma ho jaayegi jal jal ke dhuwaan aaj
o teer chalane waale teer khaate jayenge aansu bahaate jayenge zindagi bhar apni kismat aazmate jayenge teer khaate jayenge aansu bahaate jayenge o teer chalane waale dil ka sheesha todne waale kiye jaa tu sitam apni barbaadi ka shikwa lav pe layenge na hum lav pe layenge na hum tu jo ghum dega kaleje se lagaate jayenge teer khaate jayenge aansu bahaate jayenge be asar hote nahin aansu kisi nakaam ke tujhko bhi rona padega ek din dil thaam ke ek din dil thaam ke dard bankar hum tere dil mein samaate jayenge teer khaate jayenge aansu bahaate jayenge o teer chalane waale
tera ishq hai meri zindagi tera husn hai meri shayari tera ishq hai meri zindagi tera husn hai meri shayari jo tarashi maine khayal mein unhi jannaton ki hai tu pari unhi jannaton ki hai tu pari tu mila mujhe to sahar mili meri zindagi se nazar mili tu mila mujhe to sahar mili meri zindagi se nazar mili jahan dhadkanon ko qarar hai ye wo anjuman hai bahaar ki ye wo anjuman hai bahaar ki mere saaz ki tu haseen lay tera jism hai ke hai jaam e may tu kareeb aa tujhe choom loon teri har ada mein hai dilbari teri har ada mein hai dilbari yahi fasle gul yahi shaam ho yahi do dilon ka payaam ho mera haath ho tera jaam ho rahe umr bhar yahi bekhudi rahe umr bhar yahi bekhudi tu hi aaina hai jamaal ka tu hi baankpan hai khayaal ka tu rubaaiyon ki ada kabhi kabhi tu hai jaan e mussabari kabhi tu hai jaan e mussabari aaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaaaaaa aaaa aa mere rehnuma hai tera karam mera aasman pe hai har kadam mujhe mil sakega makaam ye mere khwaab mein bhi na tha
tera jaadu na chalega o sapere kaahe maare meri galiyon ke phere mera rasiya to man mein hai mere tu hai kaun mera rasta jo ghere tera jaadu na chalega o sapere kaahe maare meri galiyon ke phere dekh tu mujhko na haath laga jhoom ke main das lungi dekh tu mujhko na haath laga jhoom ke main das lungi aag lage teri nas nas mein aisa zehar bhar dungi o kahin tadpo na shaam savere tera jaadu na chalega o sapere kaahe maare meri galiyon ke phere mera rasiya to man mein hai mere tu hai kaun mera rasta jo ghere ek tha dil jo main de hi chuki kya tum lene aaye ek tha dil jo main de hi chuki kya tum lene aaye nainon mein jab chitchor base koi na aur samaaye o nahin aane waali haath main tere tera jaadu na chalega o sapere kaahe maare meri galiyon ke phere mera rasiya to man mein hai mere tu hai kaun mera rasta jo ghere
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Taare Toota Karte Hain Aansoo Aur Muskan (1970) 03:54 37752
 
Poster of Aansoo Aur Muskan (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:54   Song Number : 37752   

Taaron Ki Zabaan Par Nausherwan-E-Adil (1957) 03:33 13845
 
Poster of Nausherwan-E-Adil (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Parvez Shamsi
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Mala Sinha
Duration : 03:33   Song Number : 13845   

Tabiyat Theek Thi Mirza Sahiban (1957) 02:57 19123
 
Poster of Mirza Sahiban (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Shardul Kwatra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shayama
Duration : 02:57   Song Number : 19123   

Tadap Tadap Ke Do Phool (1958) 03:21 16439
 
Poster of Do Phool (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Romi
Duration : 03:21   Song Number : 16439   

Tadap Ye Din Raat Ki Amrapali (1966) 04:20 12658
 
Poster of Amrapali (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 04:20   Song Number : 12658   

Tadpaoge Tadpa Lo Barkha (1959) 03:28 12839
 
Poster of Barkha (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shobha Khote
Duration : 03:28   Song Number : 12839   

Tak Tak Dhum Dhum Do Ankhen Barah Haath (1957) 04:58 39054
 
Poster of Do Ankhen Barah Haath (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sandhya
Duration : 04:58   Song Number : 39054   

Tamannaon Ko Khilne Aao Pyar Karen (1964) 03:15 38873
 
Poster of Aao Pyar Karen (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Saira Banu
Duration : 03:15   Song Number : 38873   

Tan Man Tere Rang Rangoongi Archana (1974) 04:30 18497
 
Poster of Archana (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 04:30   Song Number : 18497   

Tan Rang Lo Ji Kohinoor (1960) 03:40 13559
 
Poster of Kohinoor (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Meena Kumari
Raag- 
Megh-Malhar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:40   Song Number : 13559   

Tanhaayi Mein Dil Jawab (1970) 04:14 19113
 
Poster of Jawab (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Leena Chandraavarkar
Duration : 04:14   Song Number : 19113   

Taqdeer Jaga Kar Aayi Dulari (1949) 03:20 32403
 
Poster of Dulari (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:20   Song Number : 32403   

Taqdeer Ka Fasana (Female) Sehra (1963) 05:38 37665
 
Poster of Sehra (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ram Lal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sandhya
Duration : 05:38   Song Number : 37665   

Tasveer Teri Dil Mein Maya (1961) 04:30 11875
 
Poster of Maya (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Dev Anand, Mala Sinha
Duration : 04:30   Song Number : 11875   

Tedhe Medhe Oonche Raaste Pyar Ke (1982) 04:50 38786
 
Poster of Raaste Pyar Ke (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shabana Azmi, Rekha
Duration : 04:50   Song Number : 38786   

Teer Bedha Pakhi Lata Mangeshkar 03:20 11338
 
Poster of Lata Mangeshkar
 
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:20   Song Number : 11338   

Teer E Nazar Dekhenge Pakeezah (1972) 04:05 13903
 
Poster of Pakeezah (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Bhopali
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Yaman
Duration : 04:05   Song Number : 13903   

Teer Khaate Jayenge Deewana (1952) 04:29 36517
 
Poster of Deewana (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sumitra
Duration : 04:29   Song Number : 36517   

Tera Ishq Hai Meri Zindagi Dil E Nadaan (1982) 05:52 36306
 
Poster of Dil E Nadaan (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Khayyam
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Jaya Prada
Duration : 05:52   Song Number : 36306   

Tera Jaadu Na Chalega O Sapere Guest House (1959) 03:22 12199
 
Poster of Guest House (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 03:22   Song Number : 12199   
Karaoke Songs of lata mangeshkar, Sad Songs of lata mangeshkar, Love Songs of lata mangeshkar, Dance Songs of lata mangeshkar, Hip-hop songs of lata mangeshkar, Best songs of lata mangeshkar, Super hit songs of lata mangeshkar, hit songs of lata mangeshkar, duet songs of lata mangeshkar, solo songs of lata mangeshkar, old songs of lata mangeshkar, famous songs of lata mangeshkar, Hindi Karaoke Songs of lata mangeshkar, Hindi Sad Songs of lata mangeshkar, Hindi Love Songs of lata mangeshkar, Hindi Dance Songs of lata mangeshkar, Hindi Hip-hop songs of lata mangeshkar, best Hindi songs of lata mangeshkar, super hit Hindi songs of lata mangeshkar, hit Hindi songs of lata mangeshkar, duet Hindi songs of lata mangeshkar, solo Hindi songs of lata mangeshkar, old Hindi songs of lata mangeshkar, famous Hindi songs of lata mangeshkar, Sing Along Songs of lata mangeshkar, Sing Along Sad Songs of lata mangeshkar, Sing Along Love Songs of lata mangeshkar, Sing Along Dance Songs of lata mangeshkar, Sing Along Hip-hop songs of lata mangeshkar, Sing Along Best songs of lata mangeshkar, Sing Along Super hit songs of lata mangeshkar, Sing Along hit songs of lata mangeshkar, Sing Along duet songs of lata mangeshkar, Sing Along solo songs of lata mangeshkar, Sing Along old songs of lata mangeshkar, Sing Along famous songs of lata mangeshkar